Comment Policy
All Pc Solution Bot ek aesi website hai jispar Internet se related Jankari Share ki jati hai. Kosis karte hai ki kar ek ki madad kar sake. Ye kuch Rules hai Comment karne ke liye jinki madad se ham jo galat chij hai unko alag kar sake or jo AllPcSolutionBot kar rahe hai wo or achi trha se kar sake.
Agar Aap Hamare in rules ka palan nahi karte to aapke comment ko delete kar diya jayega or war-war hamare rules ko todne par ham block kar dege, Fir aap us IP Address, Email, Domain se dubara comment nahi kar payege.
FAQ
Apna Comment kaise karu? Aap Comment karne ke liye Apna Sahi Naam, Email Address or agar aapki website hai to uska link dale, fir Comment box me apna comment likhe. usme baad submit kar dijiye.
Comment me Apna Sabaal kaise puche? Aapka Agar Post se sambandit Sabaal ya koi Suggestion hai to aap comment box me uski puri detail ke sath likhe. Jese aapko koi dikkat aa rahi hai, to kaha par or kya dikkat aa rahi hai. Ya fir aapko kya samaj nahi aaya. Agar Post se sambadit sabaal nahi hai to aap AH2H Group me apna Sawaal post kare.
Mera Comment Kab Dikhega? Aapka jo bhi comment hai wo mere approve karne ke baad dikhega q ki me har ek comment ka reply karne ki kosis karta hu to ho sakta hai aap ke comment ko site par dikhene me thoda Time Lage. agar aapka Comment me koi Spam nahi hoga to aapka comment jarur approve hoga, wass thoda time lag sakta hai agar bhut sare comment pending me hai to.
Comment Policy
Sahi Name – Jo Name ki Box hai usme aapko apna Real Naam hi likhna hai. Bhut log Naam ki jagha par apni site ka ye fir koi dursa sabd likh dete hai. aesa karne par aap ka Comment farji maana jayega. or usko approve nahi kiya jayega.
Apna Email – Email Address me aapko apna Sahi email hi daalna hai. Ham aapka Email kisi se share nahi karege. Agar Email Sahi nahi dala to aapka comment Delete ho sakta hai.
Language – Jese aapne dekha hai Hindi+Englisgh+Marathi me hai to aap comment bhi kar sakte ho. Aap Hindi or English ke aalawa agar aap or kisi bhasa me comment karege to aapko ho sakta hai uska jabab naa mil paye.
Add Value – Comment karte samay Post ke bare me bhi jarur likhe. aesa naa karne par aapka comment edit ya delete ho sakta hai. Jitne bhi faltu ke comment hoge unko delete kar diya jayega q ki uski koi jarurat nahi hai site par.
Limit Links – Aap Comment me link share kar sakte ho par sirf jab, Jab uski jarurat ho comment me. Jese aapko kahi par jaankari dena ho ya kuch puchna ho. Agar faaltu me link share ki to link ko aapke comment se remove kar diya jayega. ya usme se link ko remove kar diya jayega.
No Personal Attack Comments – koi bhi aesa comment allow nahi kiya jayega jo ksis ke bare Kuch galat khe rahe ho.
No Promotion – Agar aap comment ke jariye sirf apna promotion kar rahe ho to aapko comment edit ya delete kiya ja sakta hai.
All Rights Reserved – aap koi bhi comment karoge uske liye hamare pass pura adhikar hai ki ham usko Edit, Delete, Move, or Spam kar sakte hai.
Agar aapka Koi Bhi Sabaal Hai Hamare Comment Policy se to aap hamse Contact Us Page par contact kare.
No comments
Post a Comment