Breaking News

HOW TO INCREASE INTERNET SPEED IN HINDI ME SIKHE | इन्टरनेट स्पीड को कैसे बढायें

Is post me mai apko bataunga apne internet speed ko 20% extra kaise bada sakte hai. Dosto gar hum Internet use karte hai computer ya laptop me or sahi speed nahi mil pata hai jiske karan jo hum internet se kaam karte hai or pura nahi hota hai phir apne system ko band karna parta hai. Par mai aaj is post me bataunga ki kaise windows computer me internet speed increase kar sakte hai. Mere kahne ka matlab ye hai hum internet use karte hai apne computer ya laptops me uska 80% speed hi use karte hai. Kyoki jo 20% speed ko windows apne liye reserve rakhti hai. Ab ye 20% speed ko operating system kyo reserve rakti hai ise 100% Kaise use karte hai puri jankari share karne wala hu. Agar post ko ache se padhte ho to aapko koi dikkat nahi hoga.

Slow Internet Speed Ko Kiase Fast Banate Hai

Dosto slow internet speed ek bahut bari samasya hai. Or kasha karke agar humare pass Broadband or wifi ki suvidha nahi hai to or bahut bari problem hai. Iska ojah yeh ek to speed kam hota hai usme se windows internet speed ka 20% apne pass sakte ho. Par ek kash bat ye hai ki ye tips Windows home basic par kaam nahi karta hai,
Agar apko apni windows check karna hai kon sa hai To sabse pahle My Computer>> right click >>Properties dekh sakte hai oha se konsa windows install hai apke computer me.
Chaliye jaan lete hain bina koi software ke internet speed ko kaise badhaya ja sakta hai.
 Image result for HOW TO INCREASE INTERNET SPEED IN HINDI | इन्टरनेट स्पीड को कैसे बढायें
 
 

Internet Speed Ko 20 % Extra Kaise Badhaye  

Internet speed ko extra benefit karne ke liye sabse pahle apko kya karna apne computer ya laptop me Windows or  R press kare to run command open ho jayega.
Step. 1
Phir usme type krna hai gpedit.msc  (Local Group Policy Editor) iska matlb hota hai.

how to increase internet speed hindi

Jaise hi ok karne to local group policy editor ox open ho jayega isme setting karna internet speed badhane ke liye.

Step.2

how to increase your internet speed in hind



  1.  Administrative Templates par jaise hi click karte hai to niche kuch option dikhega
  2. Network par click karne hai to bahut sare option open hoga usme kya karna hai.
  3. QoS Packet Scheduler. Ispar click karne ke baad wohi par right side me kuch option show karega.
  4.  Limit reservable bandwidth. jaise hi aap ispar click karte hai to ek new popo box khulega 
Step.3

internet speed badhaye free me 
 
1. Isme aap dekh sakte ho 3 otion diya hai, Net Configured Enabled Disabled To select karna hai Enabled to bandwidth limit ka option open ho jayega. Aap chahe to side me kiya likha hai detail me padh sakte ho.
2. Isme by default pehle se 20 % rakhta to isko kya karna hota hai. 0 (Zero)
3. Phir apply ok  kar dena hai.

जैसे  की मै पहले ही बताया हु ये जो 20 % रिज़र्व  रखती है लाइव विडियो ऑडियो देखने सुनने और विंडोज को अपडेट करने के लिए हैं ! और इस तरीका से आप 100 % इन्टरनेट का स्पीड पास सकते है, कहने का मतलब ये है की जो आपका नेटवर्क स्पीड देखा आप पूरा का पूरा इस्तेमाल कर सकते है,


मैं आशा करता हु की अगर ये टिप्स अच्छे से प[पढ़ कर किया होगा तो आपका इन्टरनेट स्पीड बढ़ जायेगा , और आपको मेरा पोस्ट अच्छा लगा है तो कृपया इस पोस्ट को अपने दोस्तों के साथ भी शेयर ताकि अगर उनका इन्टरनेट स्लो चलता होगा तो इसे कुछ फ़ायदा मिल सकते ,
अगर मरी पोस्ट अच्छा लगे तो प्लीज् शेयर और कमेंट करके बताये , कोई परेशानी आती है तो कमेंट करे आपकी पूरी सहयता किया जायेगा  धन्यवाद !

No comments