Breaking News

TOP 5 ANTIVIRUS SOFTWARE FOR ANDROID || MOBILE KE LIYE BEST FREE DOWNLOAD ANTIVIRUS 2018

Dosto agar aap internet use karte or or online bankings ka istemaal to apne data security rakhne ke liye sabse important hota hai apke mobile me koi accha antivirus install hona. Aaj main apko best free antivirus for android mobile phone ke liye share karne wale hain. Internet surfing browsing ya different website ko open karna movies songs game wagra download karte hain aur apka internet connection anytime on rahta hai to apko apne antivirus security install karna bahut jaruri hai. 
Aisa nahi karne par ho sakta hain apke phone me virus aa jaye phir apka smartphone slow kam karega sahi se work nahi kar payega aur bar bar phone ko format krna pta hai. But don't worry aaj main kuch popular free or trial antivirus apko btane wala hu jo google play stor me bahut hi asani se mil jayega.
 Image result for TOP 5 ANTIVIRUS SOFTWARE FOR ANDROID || MOBILE KE LIYE BEST FREE DOWNLOAD ANTIVIRUS 2017
Mobile security use karna best hain warna virus remove nahi hoga aur apke mobile fada delete ho jayega aur blotood ko istemal karte use apne mobile ka deta kisi or ko send karte hain to virus us phone me bhi chala jata. Ya phir kisi ke phone ka data apne mobile me received karte hain aur virus chala aata hai. Mobile memory card se antivirus ko kaise (Remov) nikalte hain hain best application virus nikalne puri jankari.

Download Best 5 Free Antivirus For Android Mobile 2017

1. Avast Mobile Security & Antivirus
Avast apps mobile security ke liye best option hain, Avast apps 4.5 ratings aur 100 millions user hain, Avast apps apke mobile ko protect karta hai aur malware popups email phone call SMS messages jaise personal data ko servers par send nahi krta hain. Agar apke phone se junk cleaner, charging booster, RAM booster, etc ko fast krta raha hain.

2. CM Security AppLock AntiVirus

CM security best hain agar apke pass android 5.0 6.0 operating system usme supported karta hain. cm security applock antivirus free download kar sakte ho google play store me li jayega. Phone me koi bhi antivirus hoga usko 1 mint me  khatm karke apke mobile ko cm security applock samsung galaxy S series, Galaxy Note Edge, Galaxy Note 5, Galaxy Note 4, GALAXY Note 4 LTE-A, Galaxy S5 mini, Galaxy S5 mini Duos, Lagbhag samsung ke sabhi divides me work karta hai. usko use karne se browsing safe , SD CARD fast scanning, or bhi bahut sare powerful option milega.
Image result for TOP 5 ANTIVIRUS SOFTWARE FOR ANDROID || MOBILE KE LIYE BEST FREE DOWNLOAD ANTIVIRUS 2017 

3. Kaspersky Antivirus & Security

kaspersky antivirus is a best security apps for android phone fully protected your smartphone. kaspersky antivirus security for pc free ke liye bhi download kar sakte actually main use karta hu best response milta hain. Full memory card protection karta hain Trojans, worms, spyware, adware viruses ko fast scans karta file document safety bnaye rakhne me helpful hai. kaspersky apps 4.7 ratings hain or 1 million se jade user hain aur of Android 7 me support karta hain.

4. 360 Security - Antivirus

360 Security antivirus 200 ,million user trusted hain is apps par 360 security all in one junk file virus ko cleaner remove karta hain isko aap background apps memory card junk file apke mobile mein saf karke apke mobile ko safety bnaye rakhne me madat karega. Battery life safe useless file delete karke phone performance speed karke boost karta hain aur mobile apps lock bhi kar sakte hai.

5. Mobile Security & Antivirus

Security badh jayega aur online internet ka jade istemal karte hai to phir premium apps install kare ye all devices ke liye compatible hai. Agar mobile se virus aa jaye to is apps ko use karke khatam kar sakte kafi accha hain.

I hope download free full version antivirus for android mobile ka link apko asani me mil jayega or simple aap download par click karke apne work ke anusar apne mobile me koi free antivirus install kar sakte ho. Is post me top 5 free best antivirus for android phone ke liye bataya hu agar apke phone mein cirius hai to install karke scan kar le.

No comments